Thursday, June 11, 2009

Chahat mein teri din raat roya karte hain
Har ek chere mein tera chera dhoonda karte hain.

Khwab hassen jab aate hain
Bin palke jhapkaye dekha karte hain.

Saawan aaya par aap na aaye
Mausam ke bahane barsaat mein nahaya karte hain.

Aapka saath nahin jaayien koi baat nahin.
Har ek din mar ke jiya karte hain.

Aap ki umeed mein din se raat ho jaati hain
Umeedo ka chirag jalaya karte hain.

Safar ke name par safar nama likha karte hain
Roshan hain dil ka jahaan naam tera liya karte hain.